Kids Viral AI Reels Prompt 2026 | Trending Insta Prompts
Kids Viral AI Video Prompt 2026
What Is Kids Viral AI Video Trend?
Aajkal Instagram Reels par Kids AI Comedy, Funny Reels bahut Jayda trend kar rahe hain. In Reels me ek cute AI toddler aur ek shopkeeper ke beech chhoti si funny conversation hoti hai. End me bachcha ek unexpected dialogue bolta hai jo video ko entertaining bana deta hai.
Isi type ke reels creators ko achhe views aur engagement dilane me madad kar rahe hain.
Why Is This Trend Popular?
Is trend ke viral hone ke kuch simple reasons hain:
- Short aur entertaining videos.
- Cute AI kids characters audience ko pasand aate hain.
- Funny Hindi dialogues easily share hote hain.
- Reels aur Shorts ke liye perfect format.
- AI tools ki wajah se bina shooting ke video create kiya ja sakta hai.
What You Will Get In This Article
Is article me aapko milega:
- ✅ Master Prompt
- ✅ Funny Dialogue Script
- ✅ AI Video Prompt
- ✅ Step-by-Step Video Creation Guide
- ✅ Best Tips
- ✅ Common Mistakes
- ✅ FAQs
Funny Dialogue Script
Kid:
भैया, समोसे की कीमत?
Shopkeeper:
10 रुपये की।
Kid:
फ्री में चटनी मिलेगी?
Shopkeeper:
हाँ।
Kid:
तो सिर्फ चटनी ही दे दो, मम्मी घर पर पकौड़े बनाई है।
AI VIDEO PROMPT:
Create a 10-second viral comedy video in 9:16 vertical format using one continuous camera shot inside an ultra-realistic Indian snack shop. A fixed cute Indian toddler character and a fixed Indian shopkeeper character remain visible throughout the video. The toddler asks the price of a samosa, asks for free chutney, and then delivers the unexpected punchline about dipping the samosa in the chutney just to check. Use accurate Hindi lip-sync, natural expressions and reactions, realistic Indian shop details, and smooth camera movement. No scene cuts, subtitles, music, or watermarks.
Master Prompt
How To Use The Master Prompt
Video banane ke liye sabse pehle Master Prompt ko copy karein.
Uske baad ChatGPT open karke Master Prompt paste karein aur send kar dein.
ChatGPT aapko automatically ek Funny Dialogue Script aur uske sath ek AI Video Prompt generate karke dega.
Ab AI Video Prompt ko copy kar lijiye.
How To Create The Video
Step 1
Google me Flow AI search karein.
Step 2
Flow Ai website open karke apne Google account se login karein.
Step 3
New Project par click karein.
Step 4
AI Video Prompt paste karein.
Step 5
Generate button par click karein.
Kuch time processing hone ke baad AI tool video generate kar dega.
Video ko download karke apne hisab se edit karein aur Instagram Reels ya YouTube Shorts par share kar sakte hain.
Best Tips
- High-quality prompt ka use karein.
- Dialogue simple rakhein.
- Funny ending zarur add karein.
- Video vertical (9:16) format me banayein.
- AI output ko upload karne se pehle check kar lein.
Common Mistakes
- Bahut lamba dialogue likhna.
- Ek hi script ko baar-baar use karna.
- Low-quality AI output upload kar dena.
- Video bina review kiye publish karna.
FAQs
1. Kya ye Master Prompt free me use kar sakte hain?
Haan, agar AI tool free access deta hai to use kar sakte hain.
2. Kya beginners bhi bana sakte hain?
Bilkul.
3. Kya mobile se video ban sakti hai?
Haan.
4. Kitne second ki video best rahegi?
10–15 second ki short video generally social media ke liye suitable hoti hai.
5. Kya apna dialogue add kar sakte hain?
Haan, apni creativity ke hisab se dialogue badal sakte hain.
6. Kya is trend me har video viral hogi?
Nahi. Viral hona content quality, audience interest aur platform ke algorithm par depend karta hai.
Conclusion
Agar aap AI ki help se funny short videos banana chahte hain, to ye Master Prompt workflow aapke liye useful ho sakta hai. Different dialogues ke sath experiment karein, apni creativity use karein aur quality par focus rakhein. Consistently naye ideas ke sath videos publish karne se aap apne content ko aur engaging bana sakte hain.
